Khamosh kuch pal aaj bhi hain
Tez raftar ki har subah mein
Tehre hue haseen yaadein aaj bhi hain
Raaste khoje tammanao bhari jagmagati aankhen
Mile Kahin aage badne ki sunheri raahe
jaha bhoolein raastein nazaro ko aaj bhi sataye
Haste gaate hum naye mushqile ko nibhaye
Zakhmi raato ko neend ki mulham se bhagaye
Phir bhi kuch beetein zinda raatein sannate sunaye.
Muskuraane par sukoon chehre pe chalke
Jaha koi kami mehsoos na kar paaye
bas guzre hue waqt ko shaan se apnaaye.
have to modify and refine this!!
i revisited this after years..and a lot of errors..but wont modify – it reflects my calibre at the time.